Friday, December 3, 2010

lust continued...

Tere tan ki khushbu, tere ras ki khushbu, jeevan mein khushbu ghole
Hothon ka ras chhalke aahista, jab tu apne lab khole
Lage hai soona shaam savere, jab tu kuch naa bole
O pagli sajni kahe ye rasta, tu ab to meri ho le…

Mera pyaar amar hai teri baton jaisa, is pyaar mein tu bhi marle
Seekhi maine ab nainon ki bhasha, mere nainon ko ab tu padh le
Tere naina bolein mujhse, tere hothon ki hai pyaas badi, tu unki pyaas bujha le
Aakar tu lag jaa seene se, aaj milan ki bela sajni, janmon ki pyaas bujha le!

_TharkiGhalib

lust

Is raseele ang ko dekhoon, ya us lacheele tan ko
Aankhon ko hai job ha jaaye, mein to dekhoon us man ko
Ho gora tan chikna gadraya, ithlaate yauvan ko
Pyaar bhara ho itna man mein, jaise mor chahe sawan ko

Hothon ka ras, yauvan ka ras, jee chahe sab pee loon
Prem k eras mein wo doobe to, kahe jahar bhi pee loon
Gaalon ki mehakti laali se, aankhon se yauvan jee loon
Tu mehke mere prem bag mein, to mein phool ka jeevan jee loon

Ang ang mein uska dekhoon, uske saath milan ki hasrat
Uske tan ki garmi mein bas ap tapne ki hi chahat
Use dekh ab dil bhi dhadke hai, hai usko paane ki chahat
Lab se laga lo der karo naa mil jaaye kuch to rahat

_Tharki Ghalib

Pappu ki kahani

Mera pappu mujhse kehta hai
Ye lambi aahein bharta hai
Ghar hai chota sa iska
Aur ye lambi aahein bharta hai

Garam desh ka rehne wala
Tap ke lal khada ho jata hai
Jagah jagah ye ched kare hai
aur chedon ko failata hai

mera pappu mujhse kehta hai
hokar matwala tu use bula
aur dabakar choos lagakar
mujhe daalkar andar aa

jhatpat andar bahar hokar
ye amrut manthan kar aata hai
dil mein ye rakhta naa khuch
sab wahin ugal kar aata hai

Mera pappu mujhse kehta hai
Kisi dukhyaari ki sewa kar
Sahi ilaaj ki yahi dawa
Tu usko jaakar mujhe pila

Aage jaaye peeche jaaye
Iski maar sabhi hansaye
Lakhbaar ke milan-virah pe
Ye phir se uthkar tan jaaye

Mera pappu mujhse kehta hai
Pinjare mein na daalo mujhko
Ek jawani bhar ka jeewan hai
Kanin bhi kaise daalo mujhko

Iska jeevan kala sachh
Par safed jhoot ko kaate hai
Har gahrai tak ye pahunche hai
Aur tel nikal ke laawe hai

Mera pappu mujhse kehta hai
Pehna ke topi mujhko tum
Bhav sagar mein jaate ho
Jeebh chalaye har jagah haath
Aur mujhko wahin ghusate ho…

Before play, after play mein
Main ab apna haq chahta hoon
Har naale ko bharne se pehle
Main bhi geela hona chahta hoon

Mera pappu mujhse kehta hai
E aashiq tu ab der na kar
Haseeno ko naraaz na kar
Un pe mera use tu kar

Chahak raha hoon lamba hokar main
Meri energy barbaad na kar
Mehnat kar li bahut haath se
Ab tu samay barbaad na kar….


-Tharki Ghalib