Friday, December 3, 2010

Pappu ki kahani

Mera pappu mujhse kehta hai
Ye lambi aahein bharta hai
Ghar hai chota sa iska
Aur ye lambi aahein bharta hai

Garam desh ka rehne wala
Tap ke lal khada ho jata hai
Jagah jagah ye ched kare hai
aur chedon ko failata hai

mera pappu mujhse kehta hai
hokar matwala tu use bula
aur dabakar choos lagakar
mujhe daalkar andar aa

jhatpat andar bahar hokar
ye amrut manthan kar aata hai
dil mein ye rakhta naa khuch
sab wahin ugal kar aata hai

Mera pappu mujhse kehta hai
Kisi dukhyaari ki sewa kar
Sahi ilaaj ki yahi dawa
Tu usko jaakar mujhe pila

Aage jaaye peeche jaaye
Iski maar sabhi hansaye
Lakhbaar ke milan-virah pe
Ye phir se uthkar tan jaaye

Mera pappu mujhse kehta hai
Pinjare mein na daalo mujhko
Ek jawani bhar ka jeewan hai
Kanin bhi kaise daalo mujhko

Iska jeevan kala sachh
Par safed jhoot ko kaate hai
Har gahrai tak ye pahunche hai
Aur tel nikal ke laawe hai

Mera pappu mujhse kehta hai
Pehna ke topi mujhko tum
Bhav sagar mein jaate ho
Jeebh chalaye har jagah haath
Aur mujhko wahin ghusate ho…

Before play, after play mein
Main ab apna haq chahta hoon
Har naale ko bharne se pehle
Main bhi geela hona chahta hoon

Mera pappu mujhse kehta hai
E aashiq tu ab der na kar
Haseeno ko naraaz na kar
Un pe mera use tu kar

Chahak raha hoon lamba hokar main
Meri energy barbaad na kar
Mehnat kar li bahut haath se
Ab tu samay barbaad na kar….


-Tharki Ghalib

No comments:

Post a Comment